Saturday, April 18, 2009

chhapal ka kamal

Chhapal Ka Kamal
Kya kare neta dukhi hai , chhapal ki maya se
kab kaha baras jaye ,nahi jante ki kaha chappal
dhik jaye , janta bi naam ke liye kuch bi karne ko taiyar hai .
sabha ho yaa daura kahi bi boot ki tarah chappal aa jata.
abhi to sirf karyalay me hi , maik chappal chalta tha
lekin janta ke bhid me bhi chappal kamal dikha raha hai .
bhayiya ye to chappal ka kamal hai .
bhaut hi buri baat hai , aisa mat karna janta bhai , nahi to
neta log bhasad dena band kar denge .

SANJAY SINGH
ENGINEER/ WRITER

No comments: